Jaisa Main Hoon
1 .Jaisa Main Hoon, Bagair Ek Baat,
Par Tere Lahu Se Hayat,
Aur Tere Naam Se Hai Nazaat,
Masih! Masih! Main, Aata Hoon.
2 Jaisa Main Hoon Kangal Budkaar,
Kamzoor, Nalayak, Aur Lachar
Ab Tere Pas Ae Madadgar,
Masih! Masih! Main, Aata Hoon.
3. Jaisa Main Hoon Kabool Kar Le,
Muafi Aur Tassalli De,
Sirf Tere Hee Waseele Se,
Masih! Masih! Main, Aata Hoon.
4. Jaisa Main Hoon Tera Piyaar,
Mujhse Uthawega Har Bhar
Aur Barkat Dega Be-Shumar,
Masih! Masih! Main, Aata Hoon.
Mera Praan Theek Hai
Jab shanti, jaise-nadi mere-or baheta hai
Jab gham jaese jheel ki laher
Jab andhi toofan, Mujhe jeene Na de
Theek hai mera Praan thik hai
Ref
Theek hai (Theek hai)
Theek hai (mera praan)
Theek hai mera Praan Theek hai
Me-re Li-ye ab hi Masi-h Zindagi
Yeh baaddh Chahe Mujhko doobaye
Ko-i dard na hoga, ya Maut ya jiwan, mein
Prabhu Mann ko shanti bata
Chahe-shaitan mera Mann ko khed pahuchaye
Vachan-Muj’he samarth, deta hai
Masih mera halat bilkul samajhta hai
Apna Laahu bahaya mere liye
Ab aeyga-bhale Yeshu-Asman mein ek din
Ghata Jab hatega woh din
Turahi ki awaaz sunenge sabhi
Theek hai-mera Praan Thik hai
Khush ho ki Yishu Aaya hai
Khush Ho Ki Yeshu Aaya Hai,
Usko Kubool Kar Le,
Hai Saari Srishti, Har Ek Pran
Masih Ko Jagah De
Masih Ko Jagah De
Masih ,Masih Ko Jagah De
Khush Ho Masih Ab Raja Hai
Sab Jaati, Har Zubaan,
Samundar Bhi, Pahad, Maidaan
Geet Gaaye Khush Har Aan
Geet Gaaye Khush Har Aan
Geet Gaaye,Geet Gaaye Khush Har Aan
Dukh Aur Takleef Veh Karta Door
Aur Paap Mita ta Hai
Andhere Mein Veh Hota Noor
Aashish Dilata Hai
Aashish Dilata Hai
Aashish , Aashish Dilata Hai
Veh Dharm Aur Sachahi Se
Ab Rajya Phailata Hai
Aur Apne Sare Karyon Mein
Veh Pyaar Dikhata Hai
Veh Pyaar Dikhata Hai
Veh ,Veh Pyaar Dikhata Hai