Hai Yakeen(Prayritoun ka vishwas)
Param pita joh anant hai
Sabkuch rachane wala
Prabu parmeshwar
Pavitra atma ke dwara
Masih ka janam hua
Yeshu masih mera
Chorus1
Hai yakeen mujhe parama pita par
Tere bete yeshu par
Hai yakeen pavitra aatma tujh par
Tri-ek parmeshwar tu
Hai yakeen tere jee uthne par
Hum bhi jee uthenge
Mujhe hai yakeen prabhu yeshu ke
Naam mein
Nyaykarta mera rakshak
Mere liye kroosit hua
Kshama tujhme hi hai
Andhkar me utarkar bhi tu
Mahima me fir jee utha
Unche pe virajman
Bridge
Hai yakeen tujh par
Hai yakeen ki tu jee utha
Hai yakeen yeshu hi hai khuda
Chorus2
Hai yakeen anant jeevan mein
Pavitra janam par
Hai yakeen sehbhagita par
Pavitra kalisiya par
Hai yakeen mujhe jee uthne par
Jab yeshu lautega
Mujhe hai yekeen prabhu yeshu ke
Naam mein
Kitna Sundar Naam
ANTRA 1:
Aadi mein vachan tu hi tha
Sarvonnath khuda ke sang ek tha
Srishti mein chippi mahima
Ab tujh mein prakat hua Mere Masih
MUKUDA 1:
Kitna sundar naam hai yeh
Kitna sundar naam hai yeh
Yeshu Masih ka, raja mere
Kitna sundar naam hai yeh
Koi tulna nahi
Kitna sundar naam hai yeh
Yeshu ka naaam
ANTRA 2:
Hamare bina tu swarg na chaha
Toh Yeshu tu swarg laya yaha
Mere papon se mahaan tera pyar
Kya hai joh kar sake ab tujhse juda
MUKUDA 2:
Kitna adbhoot naam hai yeh
Kitna adbhoot naam hai yeh
Yeshu Masiha ka, raja mere
Kitna adbhoot naam hai yeh
Koi tulna nahi
Kitna adbhoot naam hai yeh
Yeshu ka naaam
Kitna adbhoot naam hai yeh
Yeshu ka naaam
PANKTI:
Na jakhda mrityu ne
parda hua dobhag
Tu ne paap ke ghamand ko naash kiya
Swarg goonje teri
Mahima prashansa
Kyuki tu fir se jee utha
Tera shatru na Koi
Na tujhse baraabar
Aaj aur hamesha Tu raj karey
Rajya hai tera
Mahima bhi teri
Sab naamo se uncha tera naam
MUKUDA 3:
Kitna samarthi naam hai yeh
Kitna samarthi naam hai yeh
Yeshu Masiha ka, raja mere
Kitna samarthi naam hai yeh
Virudh tere na kuch bhi
Kitna samarthi naam hai yeh
Yeshu ka naam
TAGS:
Kitna samarthi naam hai yeh
Yeshu ka naam
Kitna samarthi naam hai yeh
Yeshu ka naam
or
Verse 1
तू, है वचन, जो आदि में था,
सर्वोत्तम, परमेश्वर के संग,
तेरी महिमा, सृष्टि में छिप्पा,
हमारे मसीह, मैं प्रकाशित हुआ,
Chorus 1
कितना सुन्दर नाम है!
कितना सुन्दर नाम है!
मसिह येशु राजा का नाम,
कितना सुन्दर नाम है!
उसकी तुलना नही,
कितना सुन्दर नाम है!
येशु का नाम|
Verse 2
बिन हमारे, स्वर्ग ना चाहा तुने,
सो तुने, स्वर्ग यहा लाया|
मेरे पाप, से अधिक तेरा प्रेम,
हमे जुदा, क्या कर सके?
Chorus 2
कितना अदभुत नाम है!
कितना अदभुत नाम है!
मसिह येशु राजा का नाम|
कितना अदभुत नाम है!
उसकी तुलना नही,
कितना अदभुत नाम है!
येशु का नाम|
कितना अदभुत नाम है!
येशु का नाम,
कितना अदभुत नाम है!
येशु का नाम,
Bridge
मृत्यु ना जकडे, आवरण हट जाए,
पाप और कबर, गर्व शान्त करे,
स्वर्ग गूंजे तेरी,, महिमा प्रशंगशा,
तू जीवित हुआ फिर से,
तेरा ना कोई शत्रु, बराबर ना कोई
अब और अनंत, का राज तेरा,
राज्य तेरा है, तेरी महिमा|
तेरा नाम सब से ऊंचा है|
Chorus 3
कितना शक्तिशाली नाम है!
कितना शक्तिशाली नाम है!
मसिह येशु राजा का नाम,
कितना शक्तिशाली नाम है!
विरोध ना कर सके!
कितना शक्तिशाली नाम है!
येशु का नाम|
तेरा ना कोई शत्रु,, बराबर ना कोई,
अब और अनंत का राज तेरा
राज्य तेरा हैm, तेरी महिमा,
तेरा नामm सब से ऊंचा है,
Chorus 3
कितना शक्तिशाली नाम!
कितना शक्तिशाली नाम!
मसिह, येशु राजा, का नाम|
कितना शक्तिशाली नाम!
विरोध ना कर सके,
कितना शक्तिशाली नाम!
येशु का नाम|
कितना शक्तिशाली नाम!
येशु का नाम (2)